panchang (0 views)

yog ka arth hai grahon ka apas men sambandh. grahon ko do prakar se jana jata hai. jaise surya, chandrama, mangal adi. dusre kundli men bhav ka svami hone ke karan jaise lagnesh, dvitiyesh, panchmesh adi. islie yog bhi do prakar ke hote hain.
grahon ke apsi sambandh ke karan jaise yuti, ek-dusre se 2/12 hona, kendra ya trikon men hona. isse grahon ke fal men antar parta hai. bhavadhipti hona, jaise kendresh tatha trikonesh ka sambandh adi.


Views : 1

jyotish ka adhar nimnalikhit char tathyon par adharit hai. yadi in tathyon ko bhali bhanti samajh...Watch

Views : 1

nakshatron ki kul sankhya 27 hoti hai. ek bhachakra ka 27van bhag ek nakshatra kahlata hai. 27 na...Watch

put right adv here

Apne vichar vyakt karein

blog comments powered by Disqus