parichay upay vichar (0 views)

aksar yah prashn uthta hai ki jyotish shastra ki upyogita kya hai? kya upay se grahon ke prabhav ko kam kiya ja sakta hai? is vishay men mera mat hai ki yadi kisi ko yah pata ho ki aj barish hone vali hai to vah ghar se chata lekar niklta hai. vah anevali barish ko nahin rok sakta lekin apna kuch bachav chate se kar sakta hai. usi prakar jab hamen jyotish gyan dvara yah pata lagta hai ki hamara ane vala samay achcha nahin hai to ham tantra, mantra, yantra, ratn ya puja path dvara grahon ke ashubh prabhav ko kam karne ki koshish karte hain.


put right adv here

Apne vichar vyakt karein

blog comments powered by Disqus